Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Musjid me namaaz ke waqt logo ke uper se aage janke saf me bethna gunaah he? Phir agar aage saf me jagah he ke ayk ya do aadmi beth jaye aur ham peeche khare ho to kya kare? Aur agar doosri saf me jagah ho bethne ki or now saffo tak log bethe huwe hai magar har saf me itni jagah logo ne chor rakhi he ke araamse chalke doosri saf me beth sake to kya kyajaye?
A: Agar saamne ke saf me jaga he, to aap logo ku takleef dene ke beghair aage ponch sakte.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: