Islamic bank

Q: Mera question Islamic bank ky according hy ky is ka profit jaiz or halaal hy? Or in Islamic bank me rupees rakhwa saktay hy? Or insan gunahgar to naey hota? Agr hota hy to phr koe alternate btaa dy.

A: Aajkal bohot se bank apne ko Islamic kehte he lekin qareeb se dekhne se maloom hota he ke woh Islamic nahi. Lihaaza ihtiyaat ye he ke unke oopar bharosa ne kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)