Meerath me kisi ko mahroom karna

Q: Agar baap bataay ko apni jaidaad (property) say bay dakhaal kareey to kay bataay ko maa baap ke khidmath mai kuch choot hai. Ya jaisay maa baap ka haqq hai wohi hai.

A: Jaaidaad se agar meeraath muraad to kisee ko ye haq nahi ke waarith ko hataade meeraath se aur agar jaaidaad se muraad zindagi me kisee ko hadyah dena he aur kisee ko hadya ne dena he to agar mahadh zid ki wajah se he ke mahroom karna he to ye jaaiz nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)