Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Nifas k blood ki miyar 40 din hoti he 40 din k bd b ye aaye to namaz ka kia hukam ha?
A: Agar pehla nifaas he aur chaalees din se opar khoon jaari raha to jo khoon chaalees din se ziyaada howa, wo istihaazah he. Jab chalees din katam hojaai to awrat ghusl karke namaaz parna shuroo kare. Agar ye pehla nifaas nahi he, to bataa de taake us surat ka hukam bataa diya jaai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: