Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Ihram ki halat ma ihram pe salan gira aur ihram ko us jaga se khushbudar sabun se dhoya bhool se lekin is se hath pe b khushbudar sabun laga aur ihram pe b ab is pe dam dena hai ya sadqa?
A: Agar ye saboon pakne ke maraahil se guzar gaya to dum laazim nahi he. (Al-maslakil Mutaqassit fil mansakil mutawassit - Mulla Ali Qari, p. 450)
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: