Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Qurbaani ka kaffara, marhoom ki qaza namaazon ka fidyah ya qaza rozo ko ya kisi bhi kaffaare ke paisse baraahe raast musjid me de sakte he ke un paiso se masijid me jaa namaazen ya koi aur cheez rakh di jaye ya masjid ki tameer me lag jaye to is se kaffaara ada ho jayega? Agar baraahe raast nahi laga sakte to kya tareeqa ho ga?
A: Nahi. Kisee ghareeb ko dena zaroori he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: