Published 6 years ago
Last updated 5 years ago
Q:
1. Orat ka ghar me namaaz parhna jaaiz he mgar mardon ka kyu nahi he uska saheeh hukam kya he?
2. Ghar me aurat azaan hone se pehle namaaz ada kar sakti he ya nahi jab ke namaaz ka waqt hogaya ho mgar azaan nahi huwi he. Uska saheeh hukam kya he?
A:
1. Ye shariat ka hukam he.
2. Agar namaaz ka waqt daakil hogaya lekin azaan nahi howi to wo namaaz parsakti.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: