Aurate kaise kapre pehnna namaaz ke liye?
Q: Agar qameez ya frok ki length gutno tak ho to pajama pehn kar ghar me namaaz parh sakte hain?
Q: Agar qameez ya frok ki length gutno tak ho to pajama pehn kar ghar me namaaz parh sakte hain?
Q: Mujhe aurat ka saheeh sajdah karne ka tareeqa maloom karna tha. Me ne kisi jagah parha he ke bazo zameen pe nahi bechne chaahiye. Jab ke aurat tu simat ke sajda deti he to phir wo mard ki tarah kohniyo se bazo ooper kaisa utha sakti he?
Q: Kiya aurat apne shohar ki ijaazat ke baghair tahajjud ki namaaz parh sakti he?
Q:
1. Orat ka ghar me namaaz parhna jaaiz he mgar mardon ka kyu nahi he uska saheeh hukam kya he?
2. Ghar me aurat azaan hone se pehle namaaz ada kar sakti he ya nahi jab ke namaaz ka waqt hogaya ho mgar azaan nahi huwi he. Uska saheeh hukam kya he?
Q: Kya aurat apne mahram aadmi se bhi peeche namaaz parhe gi? Sath kyu nahi parhsakti?
Q:
1. Kya baal me backpin laga kar namaaz ho jayegi? Jo aurten backpin lagati hain usme plastic ke sath thoda bahot metal bhi hota hai. To laga kar namaaz ho jayegi?
2. Baal gooth kar yani choti bana kar usse mor kar baandh lene se namaaz ho jayegi? Kyunke baal lambe hone se baal ko mor kar baandhna parta he to namaaz ho jayegi choti bana kar usse neeche se mor kar parne se?
Q: Agar dupata bareek ho or us se baal gala or bazoo nazar aaye to kya namaaz ho jati he ya sajda sahw karna parta he?
Q: Kya azaan se bees minute pehle namaaz parh sakte he jaise awwal waqt hojata he? Agr koi azaan or namaaz ke doraan safar me rahe to kyia bees minute pehle namaaz ada karsta he azaan se?
Q: Mera sawaal ye he ke me aksar apne showhar ke saath ayk saath namaaz padhti hu. Ham dono barabar barabar jayenamaz bicha kar ayk sath namaaz parhte he. Mene suna he ke is tarah biwi ka shohar ke saath namaz parhna mana he. Kya ye sahi he? Mujhe kia karna chahiye? Isi tarah bete ke saath namaz parhne ka kya hukum he?
Q: Kya mastooraat namaz-e-jumuah parsakti he?