Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Kya beti ka jaeadad main koi haq ha. jab k us ki shadi kar di ha agar baap zida ho to kya haq ha oar agar baap k foot hone k baad kya haq ha
A: Beti ki zindagi me usko apne jaaidaad me tasarruf karne ka haq pohonchta he. Albatta ye beti ki sa`adat he ke waalidayn ki khidmat kare unke dharoorate par achchi tarah kharach kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: