Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Mera pehla baby hai. Mai nifaas me hu. Mujhe 20 din me nifaas stop hua phir 39 ve din me mujhe haiz aagaya... maine 40 days me nifas ka ghusl karna tha ab uske ek din pehle haiz aagaya jab ke nifaas ka ghusl nahi utra... ab kya hukm hai?
A: Aap ki nifaas chaalees din he. Chaalees din ke bad aap ghusal kare aur namaaz parhna shuroo kare. Jo khoon nazar aawe chaalees din ke bad, wo istihaazah he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: