Namaazi ke saamne guzarna

Q: Agar koi masjid mai namaz padh raha hai, kya eik saff chod kar ham uske aagai se nikal sakte hai, aur agar nahi nikal sakte to eik masla aata hai ki agar farz namaz chal rahi hai to koi sunnat padh raha hai to mjhe koi raasta nhi saff mai janai ko siwaye uske aagai se nikalne ke, to kya karain?

A: Musjid me is tarah se nahi guzarna chaahiye.

Us waqt us se aage nikal sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)