Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Suppose aik admi jo Muslim tha leikin wo koi aur mazhab mn chala jy aur un k rasmoo riwaj aur ibadat k tareky apna ly leikin ager wo doubara Muslim hona chahy tu kia wo ho skta ha aur kia us ny jo shirk kia wo b maf ho jy ga
A: Dharoor kyu nahi. Khuda ke yaha taubah ka darwazah hamesha kula huwa he.
Saheeh taubah karne se har qism ka gunah maaf hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: