Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
س: ایک شخص کا انتقال ہوگیا ہے ورثہ مین صرف ایک پھوپھی کے 5 بیٹے اور ایک پھوپھی کی 3 بیٹیان ہیں ترک کس طرح تقسیم ہوگا ؟
A: Agar us shakhs ka koi asabah rishtedaar nahi he, mathalan chacha ke larke ya pote, wa ghayrah to uska tarikah phoopi zaad bhai aur behn me taqseem hogi. Usko 13 hisse me baraabar taqseem hogi aur is tareeqah se baant dee jaayegi:
Har phoopi zaad bhai ko 2 hisse milega
Har phoopi zaad behn ko 1 hissa milega
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: