Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Kia khawateen mardoun sy guftugo karsakti hain agar wo gair mehram ho, aur jaisa k suna hai k aurat ki awaz ghar ki char dewari sy bahir nhi jani chaiye, kia ye sahi hai, because Nabi Muhammad sallallahu alaihi wasallam ka waqia hai k aik kafir aurat ap ka kachra phainkti thi, aur jab wo bimar hui tu ap oski kheriat maloom karnay oskay ghar tashreef lay gay thay, please rehnumai karain.
A: Ye ghalat baat he. Bila dharoorat ghair mahram se baat nahi karni chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: