Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Eik aadmi jo be-aulad tha us ke walidain bhi nahi hai. Ek bewa or baqi behne bhai hai. Us ki wiraasat kaise hogi? Bewa ko kitna mile ga or baqi behne bhaiyo ko kitna milenge?
A: Agar khaawind ke koi aulaad na ho to uski bewa biwi ba shart ye ke uska koi aur biwi na ho to is bewa aurat ko chota hissa milega dayn aur wasiyyat ki adaayegi ke bad. Bhai behn baaqi hisse milenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: