Ilaaj ke liye khargosh ka khoon peena

Q: Mere father ko saans ka issue hai. Kisi ne bataya hai ke khargosh ka khoon peene se ye bemari khatam ho jati hai. Kia khoon pee sakte hain? Ilaaj ke liye peena Halal hai ya haram?

A: Agar koi musalmaan tajrubakaar muttaqi doctor us ko bataawe ke us ke andar us ki shifaa he aur iske ilaawa aur koi halaal ilaaj nahi he, to is soorat me wo peesakte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)