Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Me apne Abu ke saath kaam karta hu. Mere paas apni gaari thi. Mene Hajj karne ke liye apni gaari bhej kardi he. Ab me apne Abu ke paiso se gaari kharid sakta hu beghair bataaye?
A: Ye jaaiz nahi he. Waalid ke paise lena us ki ijaazat ke beghair khiyaanat he aur khiyaanat haraam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: