Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar namaaz chalu me aisa lage ke koi surat me bhul huwi he to kiya sajda sahw kar sakte he ya phir wo namaaz phir se dohrani parhegi?
A: Agar ye bhul choti see ho to namaaz ho gayi. Quraan Shareef ke andar ghalati karne se sajdah sahw se tadaaruk nahi kya jaata he. Balke agar ghalati choti see ho to namaaz durust ho jati he aur agar bara fuhsh ghalati ho to toot jaati he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: