Shohar ka kehna "talaaq de dunga" se talaaq?

Q: Agar koi shohar apni biwi se kahe ke jaa ke bata do sab ko ke mera shohar kaisa he kabhi mujhe talaaq dene ki baat karta he aur kabhi kehta he ke talaaq de dunga to kiya aisa alfaz se talaaq waaqi hoti he?

A: Agar wo ye alfaaz kahe ke me talaaq doonga, to in alfaaz se talaaq waaqi nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)