Talaaq

Gussey ki halaat me talaaq dene se talaaq hojati he

Q: Meri husband ney apney pehli biwi ko phone per aik talaq dee phir next day 2 talaqain dain woh apney maa baap key ghar chali gai 6 din baad ussey wapis layee ayee key molvie ney fatwa dia hai talaq gussay main kahi thee is layee talaq nahi hoi aur ab 3 months ho gai hai mere husband ka uskey sath koi physical relationship nahi hai aisee main kia talaq ho gai hai ya nahi?

Teen talaaq

س: ایک آدمی نے آج سے 10 سال پہلے 3 طلاق دی پھر رجوع کر لیا دوسری مرتبہ پھر 3 طلاق دی پھر رجوع کے لیا اب اُس آدمی نے ایک طلاق دے دی ہے عدت کا وقت بھی رہتا ہے کیا رجوع ہو سکتا ہے؟

Talaaq ke bad bachon kis ke paas rahe ga?

Q: Chand masaail aap se puchna he, lekin is se pehle pura manzar pesh karta hun.

Shohar ne biwi ko teen talaaq diya. Un ki shaadi barah saal rahi. Abhi chaar bache he.

Ek bacha ki umar 10 saal
Dusra 8 saal
Tisra 6 saal
Choti (bheti) 3 saal.

Hamara sawal yeh he ke:

1. Bachon rakhne ka kis ka haq he?

2. Agar sab bache maa ke paas rehna hi chahte hei, to ham kya kar sakte he?

3. Agar sab ya ek do bache, maa ke paas rahe, to bachon ka kharchah kis ki zimme dari he?

4. Ghar ka samaan jeyse ke kitchen ki chizen, kis ke liye he?

5. Baaz chisen kharidne keliye biwi ne apne peyse di. Woh kis ki he?