Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Agar koyi paisa ya phir koyi qeemti cheez road par mil jaye to usko rakh lena aur use ker lena Islam me jaiz he ya phir chori he?
A: Agar uske zaai` hone ka andesha na ho to usko chor diya jaaye. Aur agar zaai` ya chori ho jaane ka andesha ho to usko utha karke i`laan kare ke ye gumshuda cheez mere paas he aur jo uska maalik ho to woh aa karke uska pata bataade.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: