Published 5 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Agar qurbani ke liye ek janwar le liya jaye to us se kiya dobara bejha ja sakta he ya tabdeel kiya ja sakta he?
A: Agar woh maaldaar shaksh ho to jaaiz he, lekin agar doosra jaanwar ki qeemat pehla jaanwar ki qeemat se kam ho to jitna farq ho utna to sadaqah me dena chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: