Published 5 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Sirri namaz jaise zohar ya asar me imam ke piche surah fatiha ke baad koi surah parni chahiye?
A: Tamaam namaazo me, khwa jehri namaaz ho ya sirri namaaz ho, imaam ke pheeche muqtadi kuch nahi parhega. Wo faatiha aur surah dono ko nahi pharhega balke khaamosh rahega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: