Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mere walid sahib ka intqal 1982 me huwa. Unho ne apni warasat me ek makaan diya. Meray walid me se hum 2 bhai aur 2 behne he. Makan ki maliyat 1 caror he (approximately). Meri walida nay 1995 me doosri shadi kar li aur doosre shohar me se ek beta or ek beti he. Ab walida ka intiqal ho gaya he. Ab us makan ka batwara kis tarah ho ga? Kiya in ke doosre shohar ke hisse me kuch aaye ga ya nahi?
A: Jee haa, doosra shohar waalidah ke hisse se eik chotaai ka hissah milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: