Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mere abba guzar gaye he aur me unka namaz parhne ke baad khul durood, kalima, tasbeeh, durood-e-ebrahim aisa kuch parh ke pahonchana chahata hu. Is ka saheeh tarika bataye.
A: Jo bhi zikr aur durood aap parhna chaahata he usko parho aur phir niyyat kar le ke inka thawaab apne marhoom waalid ko pohonche.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: