Shab-e-qadr haasil shudah shakhs ki nishaniya

Q: Agar kisi musalman ko shab-e-qadar naseeb hojaye tu uski nishaniya ya alamat kiya hai?

A: Uski nishani ye he ke us raat me poori sukoon ki kayfiyat aur Khuda Ta`ala ki taraf ruju karna aur raghbat ka showq ho. Aur bhi alaamaat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)