Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q:
1. Agar me sanichar ke din nafil roza rakhti hu to kiya uske ek din pehle ya ek din bad roza rakhna zaroori hai?
2. Ek hi roza nahi rakh sakte kiya?
3. Agar me raat me niyat kar bhul jao to subah me niyat kar sakti hu?
A:
1. Behter he ke us se eik din pehle ya eik din bad eik aur nafl roza rakhe. Sirf saneechar ke roz roza rakhna makrooh tanzeehi he.
2. Jee ha.
3. Roze ki niyyat karna kaafi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: