Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Jo shia logo me mannat mani jati hai is tarah se ke koi fruit utha ke aur mannat manen aur puri hone par kuch mitha agly saal charha den iske bare me bata den ke ye fruit se kiyu mani jati he? Aese hi bhi to maan sakte hen ke meri ye hajat hai aur puri hogi to me kuch mitha chahrau gi. Imam Hasan o Hussain ke naam pe Allah ki khushi ke liye?
A: Ye bhi eik qism ka shirk he. Maa uhilla li ghayrillah ki tarah he. Ghayrullah ke naam par kisee cheez ko qurbaan karna ye naajaaiz he, kabhi shirk ho jata he warna shirk se qareeb yaqeenan he. Ye hinduwo ka tareeqah he ke ghayrullah ke oopar cheezo ko charhaate he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: