Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q:
1. Main ne nafil roza rakha. Iftari ke waqt kisi wajah say azaan ke 5 ya 6 minutes baad roza khola. Kiya roza makrooh ho gaya aur dobara rakhna hoga?
2. Azaan ke kitni der baad tak roza khole to makrooh ho jata hai?
A:
1. Roza saheeh he.
2. Roza makrooh nahi hota. Albatta iftaar me takheer karna ye baat ghalat he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: