Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q: Me aik department me job karta ho jaha namaaz ki ijzat masjid me ja kar parny ki ijzat nahe, albatta ye ijzat zaror hy ke office me rehty hoay namaaz ada ki jaskti hy magr wo bhe tanha.
Pochna ye hy keh: mera akelay namaaz ada karna aur masjid kay alawa namaaz parna kaysa hy? Is sorat me bajamat namaaz ka sawab milyga ya nahe aur namaaz ada hoge bhe ya nahe?
A: Akela namaaz parhne se namaaz ada hogi, lekin aap ko jamaat ka sawaab nahi milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: