Azaan se pehle namaaz parhna
Q: Kya hum azaan se pehle namaaz parh sakte hain agar majburi ho to?
Q: Kya hum azaan se pehle namaaz parh sakte hain agar majburi ho to?
Q: Agar aap jamaat ky sath namaaz na parh paye to aapko ghar mai namaaz parhni chahye ya masjid mai namaaz parhni chahye kyu ky aapki jamaat to ab miss hogye hai aur suna hai ky aapki jamaat jab miss hojae to aapko masjid mai ni parhni chahye aur kisi ko gawah ni banana chahye ky aapnai jamaat ky sath namaaz ni parhi ismai ghar parhni chahye ya masjid mai akele parh lain ya kisi dost ky sath hain to akhty jamaat karwa lain?
Q: Kya masjid nazdeek hone ke bawjood do aadmi ghar ma hi jamaat karwa sakte hain ya masjid jana lazim hai?
Q: Kya Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna durust hai, jabke wo namaaz parh raha ho?
Q: Me aik department me job karta ho jaha namaaz ki ijzat masjid me ja kar parny ki ijzat nahe, albatta ye ijzat zaror hy ke office me rehty hoay namaaz ada ki jaskti hy magr wo bhe tanha.
Pochna ye hy keh: mera akelay namaaz ada karna aur masjid kay alawa namaaz parna kaysa hy? Is sorat me bajamat namaaz ka sawab milyga ya nahe aur namaaz ada hoge bhe ya nahe?
Q: Agar koi jamaat namaaz me mil jaane ke baad pata chala ke 1, 2, 3 ya 4 rakaat chuk gaye to phir namaz kaisa parhi jaaye? Aur har rakat may kaisa parha jaaye?
س: کیا نامرد شخص امامت کروا سکتا ہے؟
Q: Mujhe ba jamat namaz me ruku mil gaya but mujhe ilm nahi tha ke meri rakat huwi ke nahi to me ne wo rakat ghalti se dobara parh li. Ab kiya meri namaz ho gayi ke nahi?
Q: Jab farz namaaz me hum 4th rakaat me shamil hote he us ke baad imam jab salam kerta he baqi jo rakaat he un me kiya surah parhni he ya nahi?
Q: Agar Imaam be wudhu namaaz parhe to kiya muqtadiyo par us namaaz ko lutaana zaroori he?