Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q: Koi shakhs agar kisi ko zehni azziyaten takleefein dekar jaan se maardey to uske liye duniya aur aakhirat mein kiya saza hai?
A: Ye bohot bara ghuna he jis ke liye taubah karna zaroori he. Taubah qabool hone ke liye ye bhi zaroori he ke us aadmi se maafi maange jis ko us ne zehni takleef di.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: