Na mahram mard aur aurat eik doosre ko salaam karna

Q: Raste (road) me chalte huwe mard ko koi aurat salaam kare to uska jawab dena kya waajib hai? 

A: Na mahram mard aur aurat eik doosre ko salaam nahi karna chahiye. Chonke ye fitna ke baais he. Lihaaza agar eik doosre ko salaam kare, to salaam ka jawaab dena waajib nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)