Published 1 year ago
Last updated 1 year ago
Q: Kya hum azaan se pehle namaaz parh sakte hain agar majburi ho to?
A: Agar koi banda bimaar he aur wo namaaz ke waqt ke daakhil hone ke bad ghar me apni farz namaaz parhe, to us ki namaaz durust hogi agarche musjid ki azaan ab tak nahi huwi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: