Namaaz parhne ka faidah

Q: Namaz parhne ka koi faida nahin he jab hamare masail dunya men hal nahin horahe hen to akhirat men kaise honge?

A: Ye asli jhoot he ke namaaz parhne se koi faaidah nahi hota he. Sar sari nigaah ko dora karke dekhe namaazi log aur be-namaazi log, unki zindagiyo me zameen aasmaan ka farq he. Eik do ko dekh karke koi nateejah ke oopar pohonchna saheeh nahi. Aammatan jo saheeh tor par namaaz parhte ho aur waqt ke oopar parhte aur unko dekhe ke Allah Ta`ala unki zindagi kayse saheeh banaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)