Published 6 months ago
Last updated 6 months ago
Q: Qaza namaz kya maghrib ke 20 mins padsakte haii kya jis suraj na hi ho to kya us waqt qaza namaz pad sakte hai kya? Agar suraj doobne ke waqt pada toh woh sirf count ni hoga ya phir gunnah hoga?
A: Maghrib se pehle qadha namaaz ka parhna durust he jab tak ke sooraj ka rang na badal jaaye aur na dhoop zard par jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: