Allah Ta'ala ne jinnaat aur insaan ko un ki ibaadat ke liye paida kya

س: سورہ الاعراف آیت نمبر 179 کے مطابق اللہ نے جنوں اور انسانوں کی اکثریت کو جہنم کے لیے پیدا کیا کیا یہ ان کے پیدا ھو ںے کا مقصد ھے تمام انسانوں اور جنوں کو صرف اس لیے پیدا کیا گیا کہ وہ اللہ کی عبادت کریں کیا یہ عقیدہ درست ہے

A: Quraan Majeed me Allah Ta'ala ne farmaya "Hum ne sirf jinnaat aur insaan ko Hamaari ibaadat ke liye paida kya." Leikin doosri aayat ka matlab ye he ke jab insaan aur jinnaat Allah Ta'ala ki wahdaaniyat ki takzeeb kare aur Allah Ta'ala ki ibaadat na kare, to Allah Ta'ala un ko jahannum bhejenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)