Published 11 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Meri shadi ko 8 mahine ho gaye hain. Kuch din sab theek tha lekin pichle 2-3 mahine se meri biwi apne maa baap ke ghar pe hai, is liye mai dusri shadi karne ja raha hon isme mere maa baap ki marzi hai. Lekin jo meri hone wali dusri biwi hai uske maa baap raazi nhi hai is baat se. To kya us larki ke baap ki ghair mowjoodgi me nikah jaaiz hoga? Mere maa baap sab khush, mere sath hai meri dusri shadi karne me.
A: Yeh bohot he buree baat he ke larki ke waalid ki ijaazat ke beghair nikaah karta ho. Is iraadah ko khatam karlo aur larki ke waalid ki ijaazat ke beghair nikaah ne karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
عن أبي موسى قال : قال رسول الله صلى الله عليه و سلم لا نكاح إلا بولي (جامع الترمذي #1101)
Answered by: