Maslah daryaaft karne me talaaq ka alfaaz kehna

Q:

  1. Talaaq ke masle ke bare me agar hum kisi aalim ko masla byan karte he ya likh kar bhejte he to is me hum jo alfaz or jumle likhte he unse koi masla to nahi?
  2. Single lafz jab hum kisi se talak ke masail par baat cheet karte he to lete he is ke bare me kya hukm he?
  3. Agar talak ke masail ki book pharte he hum or aksar log unchi awaz me pharte he unme bi jumle hote he to iska kya hukm he?
  4. Agar kisi ko talak ka weham ho fobia ho or wo tanhai me khud ko samjata he mutmain karta he tasalli deta he khud ko to kya hukum he?

bismillah.jpg

A:

1. Agar maslah daryaft karna ho to us se koi hukm hota nahi.

2 -3. Koi haraj nahi.

4. Uska bhi wahi hukm he

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)