Published 10 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Kya sunnat namaz baith ke ada kar sakte hn. Young person har namaz ma sunnat namaz baith ke par sakta he as I heard Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) sunnat namaz ki adaigi beth ke kia karte thy). Is it right or wrong?
A: Fardh, Waajib aur Sunnate Muakkadah ke alawa aur namaazo beth karke parhna durust he. Albatta uska thawaab aadha hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: