Ghair Muslim ku jawaab dena kisi masla ke upar

Q: Mere ek non muslim dost ne mujhse pucha hai per my ose jawab nahi de saka uska sawal tha " Islam me jab ek mard ek aurat ko divorce deta hai aur fir osi aurat ke sath shadi karna chahta hai toh os aurat ko dusre mard ke sath shadi karni padti hai aur jismani relation ​bhi rakna padta hai fir divorce dene ke baad pehle wale mard k sath shadi karni padti hai" toh yaha pe aurat k sath na insafi kyu hoti hai os aurat ko dusre mard ke sath shadi kyu karni padtai hai? Aur jismani rishta bhi rakna padta hai? Aisa kyu hai?


A: Jab tere non Muslim dowst ​ne Islam qubool nahi kya, to aap ke lia usku in cheezo ka jawaab dena beja owr befaaida he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)