Published 10 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Wudu aur namaz ke baad bohat saray zikar bayan kiye jate hain aur un ki bohat fazilat batai jati hay alag alag kitaabo me, kia humein wo zikar karne chahiye? Aur agar wo zikar sahih hadith mein na ho to kia wo bidat hounge, aur bidat ki sahih tareef bhe bata dein?
A: Wudhu ke ba'd jo masnoon duae he, wohi parhlo. Masnoon duao ke lia hamare site ki taraf ruju karlo http://ihyaauddeen.co.za/?p=2857
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: