Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Sunnat e Rasool (Sallallahu Alayhi Wasallam) kaya hai? Kaya nabi pak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke ahadis our apne zati amal hi hadis hai. Agar kesi sahabi ne app ke suhbat me koy amal keya ho our app us se khosh howe ho ya mana na keya ho to kaya ye amal bhi sunnat nahi hai? Our kaya khulfa rashedin our azwaj ka amal our farman bhi sunant nahi hai?
A: Aap (sallallahu alaihi wa sallam) ke tareeqe jo aap ne bator ibaadat farmaye woh to sunan-e-huda kehlate he aur jo bator aadat farmaya woh sunan-e-zawaaid kehlate he.
Ye bhi hadeeth he
Ye bhi saheeh he
Usko sunnat-e-nabawi nahi kaha jayega
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: