Published 9 years ago
Last updated 9 years ago
Q: Aajkal Islam ki tabligh ke liye Television ka estemal hota hai. Suna hai Qu'ran e karim me Tashwir ko mana farmaya gaya hai. To kya ye Qu'ran ke khilaf arzi nahi? Aur Qu'ran ke khilaf koi bhi chiz ko jaiz karar kara dena to kufr hai. Qu'ran ka hukm tashwir ki kis kism ke baareme hai aur Video bhi to tashwir ka hi hissa hua. Baraye karam en saare maslo par khulase se wazahat farmaye. Jazak Allah.
A: Tamaam zi rooh ki tasweere Shari'at me haraam he khwa TV, video me ya kisi owr jago me.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: