Q: Muje ek confusion ha ke Islam may to saaf saaf likha ha ke non-mahram girls and boys are forbidden to interact except for business, trade or any other important work but in a respectable way. To agar facebook pe apki frnd list may girl add ho magr ap flirting na karte hon, na ap use ajeeb ajeeb baten karte ho bas izzat se baat karte hon iske ilawa nahi, to kya ye jaiz ha? Agr nahi tu girls ku facebook pe add karne ghalat ha? Mera islamic page ha facebook pe may bas usi silsile may bat karta hun ek larki se. Page ki promotion etc ya kabhi haal chal wo ek izzat ke daire may " yar","dear","tum" is tarh ke ilfaz bhi use mabi hote. Clear my confusion.
A: Tajrabah bataata he ke facebook ka istimaal aksar na jaaiz kaamo ke liye hota he. Lihaza isko bilkul chorde.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: