teacher

Classmates taking pictures of an exam paper from the teacher's laptop

Q: In our class some boys took an exam paper from our teachers laptop when he was out and they took pictures of it and maybe that is the same paper which the teacher is going to give us for the final exam. They did a wrong thing. I didn't have the courage to stop them. What should I do now? If I complain then all the boys will be saying bad words to me and they will mock me etc. But I dont need sin. And maybe if they dont get that paper then they will fail and maybe need to repeat the whole year (so much time and money will go to waste waste). What should I do? 

Teacher bachche se paise lena

Q: Mai teacher hoon aik martaba head mistress ne 14 August per bachon se 5 Rs lane ko kaha jis per head ki shikayat mohtasib ko pohnchi. head se showcause notice mila jis per head ne ham sab teachers se aik paper per jis mai likha tha ke hamari head ne 5 Rs nahi liye hain. sab se sign kerwae gae. ham ne sign ker diye koi 15 saal pehle ka waqea hai mai ab apne aap ko mujrim samajhti hoon mujhe is ghalat sign kerne ka kaffara baten plz.

Jis masjid me Imaam ke khiyalaat faasid he usme namaaz parhna

Q: Me ek behre ki school me kaam karta ho. Mere daftar ke paas jo masjid he uske andar tableeghi jamaat ka aana mana he. Ghair muqallid ne bola ke is masjid me juma ke bayaan me tableeqh jamat walo ka Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke baare me aqeeda saheeh nahi bolke kare micrphone pe bole sare muhalle me sunaai deta aur hamaare akaabir ko bura bhala kehte, jaise ke Ashraf Ali Thaanwi (Rahimahullah) ko bora bhala kehte he. Mere pass ki sari masjide aysi hi he.

1. Kya me is masjid me juma ke namaz ke liye ja sakta ho ya nahi?

2. Ye masjid thori door he isliye me dafrat ke chat pe chote behre bachcho ke saath jamaat banake rowzaana namaaz parta ho. Kya ye saheeh he?

University ka teacher Islam ke khilaaf baate karna

Q: Ma arid university rwp ka student hun hamre university main ak teacher ny islam mukhlif batain ki islam katal o ghart ka mazab hy Hazoor Paak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ag hoty to kon kon un k sath film dkhny jata Hazoor Paak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko ham fallow ni kar skty hain hazrt imam or yazed donu brabar hain. ham nu university main awaz uthi k thooen a rasalat ki hy us teacher ny jab k hmare university is masly ko daba rahi ha or kay rahi hy k agr awaz utahi to uni say nekal dayin gy ap ko. Aap batiy ab ham kiya kari us teachr k khalaf vc ko application b di magr vo kuch ni kar rah.

Jab gunnah saamnay aata hai to teacher ko yaad kar ke gunnah chor dena

Q: Mere aik teacher hain jin se mein ne bhoat Islam seekha hai. Unn teacher ke mein bhoat respect krta hon aur har baat manta hon. Teacher ne mujhe gunnah na krne ke nassehat ke the. Ab jab gunnah mere samnay aata hai tu mein teacher ko yaad kr ke gunnah chor deta hon.Gunnah ka chorna sirf ALLAH PAAK ke raza ke lye hai lekin teacher ko yaad kr ke. Agar kabhi teacher ka khayal na rahey to gunnah ho jata hai. Aap mere rehnumai kegyey. Kia mera ye amal theek hai?