authentication

Hadith ki tas-heeh

Q: I need authenticity with verified source on the below message

Ek Baar jab Jibrail alaihissalam Nabi kareem ﷺ ke paas aye to *Muhammad Sallallahu alaihi wasallam* ne dekha ke Jibrail kuch pareshan hain. Aapne farmaya Jibrail kya mamla hai ke aaj mein aapko ghamzada dekh raha hoon?

Jibrail ne arz kiya Aye Mehboob-e-kul Jahan, aaj mein Allah paak ke hukm se jahannum ka nazara karke aaya hoon aur isko dekhne se mujh par yeh gham ke aasaar namudar huye hain.

Huzoor ne farmaya mujhe bhi jahannum ke halaat bataao. Jibrail ne arz kiya ke Jahannum ke kul saat (7) darje hain : Inme jo subse neeche wala darja hai Allah isme munafiqon ko rakhega.

6 darje me Allah mushrik logon ko dalega.

5 darje me Allah suraj aur chand ki parastish karne walon ko dalega.

4 darje me Allah aatish parast logon ko dalega.

3 darje me Allah Yahudiyon ko dalega aur

2 darje me Isaaiyon ko Dalega.

Yeh kehkar Jibrail alaihissalam khamosh ho gaye. To huzoor ne poochha aap khamosh kyon ho gaye, mujhe bataaiye ke pehle darje me kaun hoga? Jibrail ne arz kiya aye Allah ke Rasool, pehle darje me Allah paak aapki ummat ke gunahgaron ko dalainge. Huzoor ye sunte hi behad ghamgeen ho gaye aur Allah se duayen karni shuru keen.

Teen din aise guzre ke Allah ke mehboob masjid me namaaz padhne ke liye tashreef laate, namaaz padhkar hujre me tashreef le jate aur darwaza band karke Allah ke huzoor ro-rokar fariyaad karte. Sahaba pareshan thay ke huzoor par ye kaisi kaifiyat taari hui hai, masjid se hujre jate hai ghar bhi tashreef nahin le ja rahe hain?

Jab teesra din hua to Syedna Hazrat Abu bakr رضى الله عنه se raha nahi gaya, unhone darwaze par dastak di aur Salaam kiya lekin salaam ka jawaab nahi aaya. Aap rote hoye Syedna Omer رضى الله عنه ke paas aaye aur farmaya meine Salaam kiya lekin Salaam ka jawaab na paya lihaza aap ko ho sakta he Salaam ka jawaab mil jaye. Aap gaye aur teen baar salaam kiya lekin jawaab na aaya. Hazrat Omer ne Hazrat Salman Faarsi رضى الله عنه ko bheja lekin phir bhi jawaab na aaya.

Hazrat Salman Faarsi ne Hazrat Ali رضى الله عنه ko pura waqiya sunaya. Hazrat Ali رضى الله عنه ne socha ke jab itni azeem shakhsiyaat ko salaam ka jawaab na mila to mujhe bhi khud nahi jana chahiye balki mujhe unki *Noor-e-Nazar Beti Hazrat Fatima(رضى الله عنها )* ko andar bhejna chahiye. Lihaza aapne Hazrat Fatima ko sab ehwaal bata diya aur phir woh aap Hujre ke darwaze par aakar boleen

*"Abba jaan Assalamu alaikum"* Beti ki aawaz sunkar *Mehboob-e-Kaynaat* uthe, darwaza khola aur Salaam ka jawaab diya. "Abba jaan, aap par kya kaifiyat hai ke teen din se aap yahan tashreef farma hain?" Huzoor ne farmaya ke Jibrail ne mujhe aagaah kiya he ke meri ummat bhi Jahannum me jayegi,

*Fatima beti mujhe apni Ummat k gunahgaron ka gham khaye ja raha he*aur mein apne maalik se duayen kar raha hoon ke Allah unko muaaf kar de aur Jahannum se bari kar de. Yeh kehkar sajde me chale gaye aur rona shuru kar diya *Ya Allah meri Ummat,Ya Allah meri Ummat,Ya Allah meri Ummat* ke gunahgaron par rahem kar, unko Jahannum se azaad kar, ke itne me Wahi nazil huyi

*وَلَسَوفَ یُعطِیکَ رَبُّکَ فَتَرضَی*

*Aye Mere Mehboob Gham na kare mai tum ko itna ata kar doonga ke Aap raazi ho jayenge*

Huzoor khushi se khil uthe aur farmaya logon, Allah ne mujhse wada kar liya he ke wo roz-e-qayamat mujhe meri ummat ke maamle me khoob raazi karega aur mein us waqt tak raazi nahi hounga jab tak mera aakhri ummati bhi Jannat me na chala jaye...

*Likhte huye aankho se aansu aa gaye ke hamare Nabi itne shafeeq aur gham mehsoos karne wale aur badle me hamne unko kya diya?Aapka ek second is tahreer ko doosre logon tak pahunchane ka zariya he. Meri aapse guzarish he ke bekaar aur be-faiyda post hum share karte hain, aaj apne Nabi ki rehmat ka pehlu kyon na share karen !!!*

Eating meat

Q: Some sisters were having a conversation on the eating of meat. One sister commented that there is a hadeeth where the Prophet Muhammed sallallahu alahi wa salaam says: "Do not let your stomach become a graveyard for animals." I have never heard of this hadeeth nor seen it anywhere. I once saw that Ali radhiyallahu anhu said that, otherwise no one can give clear proof.

Reciting Surah Zumar and Surah Bani Israeel before sleeping

Q: ﻗَﺎﻟَﺖْ ﻋَﺎﺋِﺸَﺔُ ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻬﺎ ﻛَﺎﻥَ ﺍﻟﻨَّﺒِﻰُّ - ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ - ﻻَ ﻳَﻨَﺎﻡُ ﺣَﺘَّﻰ ﻳَﻘْﺮَﺃَ ﺍﻟﺰُّﻣَﺮَ ﻭَﺑَﻨِﻰ ﺇِﺳْﺮَﺍﺋِﻴﻞَ

Aisha (radhiyallahu anha) said, “Nabi (sallallahu alaihi wasallam) wouldn’t go to sleep until he read Az-Zumar and Bani Isra’il. (Collected by At-Tirmithi (3405), Ibn Khuzaymah (1/126/2) Al-Hakim (2/434) Ahmed (2/68 /122) At-Tirmithi graded this hadeeth as being Hasan Ghareeb. And Shaykh Al-Albani said “The men in the isnad are trustworthy [ Silsilahtus Saheehah 641 ]

Is it authentic?

Authenticity of a dua

Q: Can you please tell me where does this dua come from, فسهل يا الهي كل صعب بحرمة سيد الابرار سهل, what are the merits in reciting this is it from Quran or Hadith, and what is the exact meaning?

Message being shared on social media

Q: The following broadcast message is getting shared widely via social media. I have not heard of certain points  mentioned below previously. Can you please advise based on your knowledge if this information is authentic, or which points may noy be correct/ unknown at this stage. I am aware it is difficult as it requires alot of research and difference of opinions. Apologies for the inconvenience. It will really be appreciated. JazakAllah

 10 MIRACLES YOU MUST KNOW ABOUT PROPHET MUHAMMAD ‎ﷺ:

1. Do you know that Flies, insects, ants and mosquitoes never stood on his
body?
‎ﷺ:

2 Do you know that Muhammad ‎ﷺ did not "yawn"?

3. Do you know that both Domestic and wild Animals were not angry with
Muhammad ‎ﷺ:

4. Do you know that even if he slept, he could hear any conversation? ‎ﷺ:

5. Do you know that Muhammad‎ﷺ: could see everything both "front" and
"back" at the same time without turning? ‎ﷺ:

6. Do you know that The "Earth" covered his urine and stool immediately as he
passed them out?‎ﷺ:

7. Do you know that Nabie ‎ﷺ: was always "one foot taller" than any body
who stood near him? ‎ﷺ:

8. Do you know that   Muhammad‎ﷺ was Circumcised, washed and cleaned in
his Mother's womb before being born to this world? ‎ﷺ:

9.Do you know that Nabie ‎ﷺ: had no "Shadow" even in the Sun, Moon or
Light? ‎ﷺ:

10. The chest of Muhammad‎ﷺ: was opened twice during his life
5 yr : Satanic part was taken out
When He ‎ﷺ was to go on the Heavenly journey of Mi'raj (knowledge &
wisdom were put into His Heart & the chest was washed with Zam Zam)10 MIRACLES YOU MUST KNOW ABOUT PROPHET MUHAMMAD ‎ﷺ:

1. Do you know that Flies, insects, ants and mosquitoes never stood on his
body?
‎ﷺ:

2 Do you know that Muhammad ‎ﷺ did not "yawn"?

3. Do you know that both Domestic and wild Animals were not angry with
Muhammad ‎ﷺ:

4. Do you know that even if he slept, he could hear any conversation? ‎ﷺ:

5. Do you know that Muhammad‎ﷺ: could see everything both "front" and
"back" at the same time without turning? ‎ﷺ:

6. Do you know that The "Earth" covered his urine and stool immediately as he
passed them out?‎ﷺ:

7. Do you know that Nabie ‎ﷺ: was always "one foot taller" than any body
who stood near him? ‎ﷺ:

8. Do you know that   Muhammad‎ﷺ was Circumcised, washed and cleaned in
his Mother's womb before being born to this world? ‎ﷺ:

9.Do you know that Nabie ‎ﷺ: had no "Shadow" even in the Sun, Moon or
Light? ‎ﷺ:

10. The chest of Muhammad‎ﷺ: was opened twice during his life
5 yr : Satanic part was taken out
When He ‎ﷺ was to go on the Heavenly journey of Mi'raj (knowledge &
wisdom were put into His Heart & the chest was washed with Zam Zam)

10 MIRACLES YOU MUST KNOW ABOUT PROPHET MUHAMMAD ‎ﷺ: 1. Do you know that Flies, insects, ants and mosquitoes never stood on his body? ‎ﷺ: 2 Do you know that Muhammad ‎ﷺ did not "yawn"? 3. Do you know that both Domestic and wild Animals were not angry with Muhammad ‎ﷺ: 4. Do you know that even if he slept, he could hear any conversation? ‎ﷺ: 5. Do you know that Muhammad‎ﷺ: could see everything both "front" and "back" at the same time without turning? ‎ﷺ: 6. Do you know that The "Earth" covered his urine and stool immediately as he passed them out?‎ﷺ: 7. Do you know that Nabie ‎ﷺ: was always "one foot taller" than any body who stood near him? ‎ﷺ: 8. Do you know that Muhammad‎ﷺ was Circumcised, washed and cleaned in his Mother's womb before being born to this world? ‎ﷺ: 9.Do you know that Nabie ‎ﷺ: had no "Shadow" even in the Sun, Moon or Light? ‎ﷺ: 10. The chest of Muhammad‎ﷺ: was opened twice during his life 5 yr : Satanic part was taken out When He ‎ﷺ was to go on the Heavenly journey of Mi'raj (knowledge & wisdom were put into His Heart & the chest was washed with Zam Zam)