Qadha owr kaffaarah

Nafil rowza rakhne se pehle qadha rowza rakhna

Q:

1. Me nafil roze rakna chahta hu. Allah ka qurb owr raza haasil karne keliye lekin mere pehle ke bohot saare roze qaza he aur mene parha he ayk roza qaza kardya phr qaza ada kardi to wo farz roze ka sawaab haasil nahi karskta poori zindagi.

2) Muje bataye me qaza roza rakho use Allah ka qurb aur raza haasil hoga ya me nafil roza rakskta hu.

3) Hadees Rasool (Sallallahu Alayhi Wasallam) kis din roza rakte the aur ummat ko kis kis din roze rakne ka hukum diya he hafte me?

Kaffarah

Q: Mere dowst hain. Kisi wajah se woh roze nahi rakh rahe aap se puchana ha kia woh fidia de sakte ha or dusari baat yeh ha ke woh sehat mand be ha or agar woh bad main roze rakh le tu kese rakhne honge ak sath sare rakhne honge yah 1 yah 2 kar ke be rakh sakte hain or zindagi main agar kisi wajah se koi roza tur dia ho tu us ka kafara kia hoga kia kisi adare main uskafare kie pasy desaket ha or kitne?