wazifa for children

Desire for children after abortion

Q: I'm 27 years old.  I had two abortions under some circumstances which were absolutely sin and I keep asking forgiveness from Allah for it. Now, I'm married and have one baby girl of 3 years old and we want to have another baby but it's not happening anymore. I am starting to get into depression as I'm scared that this is the punishment from Allah.

I have come to a conclusion that everybody has a number of kids allotted from Allah but since I have aborted two babies and I got one so now I may not have any baby in my life anymore, is this thought correct?  But honestly when I had this baby girl the only thing I thought is that may be Allah forgave me that's why he blessed us with his most precious gift - a girl. 

Is there any kaffarra for these sins and that Allah bless me with more kids?

Awlaad ke lia wazifa

Q: Meri shaadi ku ayk saal ho gaya he owr mera koi baby nahi hai. Naani ne bataya tha meri wife ko Rabbe habli minassaliheen padhne ko par meri wife ke periods bhi irregular hai. Please aulad hone ke liye koi dua bataye jisse faeda ho.

Auwlaad owr tamaam mushkilaat ke lia wazifa

Q:

  1. Meri shaadi ko 2 saal hogye he aur hamari koi aulad nai he, mene dr ko mene dikhya be he muje araam nai mila hakeem ko be dikhya dawai bhi khai aur mere nalo me sujan he. Koi wazifa bata jise meri sujan bhi utar jaye aur aulad bhi hojay.
  2. Mere ghar me meri bhan aur bhai meri ammi ka khna nai mante aur mere papa ke expire hue 13 sal hogye. Koi wazifa aisa batao ke mere bhan bhai meri ammi ka khna mane aur wo bure raste pe ne chale. Meri bhane ne apne boy friend bna rakhe aur meri bhan bhai bura raste pe na jaye ammi ko samje

Humein aulad nahi hoo paa rehi hai

Q: Mujha aap say kuch sawal puchana hai. Meharbani karka kya aap jawab day saktay hoo.

Meri shadi 2008 july main huwi hai. 2009 main meri wife ko pregnancy hogye thee per 10 week 6 days main miscriage hogya thaa. Meri shadi hokar puray 4 saal hogya hai phir uskay baad main bhouth ilaaj karwaiya hai per pregnancy nahi thair rahi hai kyu? Docter na kha hai ka unka raham per waram aagya isliya woh pregnant nahi hoo paarahi hai. Hum donoo baccha ko bhouth chaatien hai per aulad ki kushi se door hai. Meharbani karka mujhay asaiya dua deejiya ka meri wife pregnant hoo jaiya.