body

Body shaking while reciting Quraan

Q: After reciting any Quranic verses my body is reacting very awkwardly. It has never happened before. My head and upper body starts shaking and moving in a circular direction. The more I try to focus on the verses, the more badly my body shakes. I tried it once when I was outside the house, and at that time I almost felt breathless like air could not pass through my windpipe. I have been having weird kind off nightmares as well. I am really intrigued by why all this is happening to me. I really don't know what I am going through. When I don't recite any verses, I feel a bit okay but when I do, my head keeps shaking in a circular way.

Walidah ki laash qabr me abhi tak taaza he

Q: Kuch din pehlay mere walida ki qabar k sath aik naai qabar nikali gai issi doran mere walida ki qabar ka parda gorkan ka belcha lagnay se toot gaya jab wo parda theek kernay k leye light udhar ki tu un ka kehna thak mere walida ka kafan usi tarah hy gulab ki patian tazi mojood thi aur mere walda k payon isi tara thay jaise zinda insan k hotay hain qabar ander se sabz    nazar aa arahi thi wo kehrta hy shayed wo grass thi iss k 6 adad shahid mojood hain quran o hadit ki roshni mai batye ga kia aisa mumkin hy aur agar hy tu mujhay kia kerna chchyee

Badan se khushboo aana

Q: Mera sawal aap sai yai hai ke meri behan ko pichlai 10 sai 15 deen ho gai hai unhai khushboo aati hai aur khushboo saath mai honai ka ahesas bhi hota hai sirf taharat yani toilet kai wakt khushboo nahi aati. Office jatai waqt jahan par office hai waha bhi khushboo aati hai. Neend mai kisi kai maar ka ahesas peacock kai feather ki maar jaisa hota hai. Please aap batana ki yai kya hai unhai khuch seen pehlai khawab mai jeen nazar aaya him ghar kai afraad eak toota ghar mai nazar aayai aur keen bhahar sai andar jhankta hai aur jeen kai haato mai camera jaisa deekhai daita hai Jo daikh raha hai. Please hamai zarurat hai batana meri sister thodi praishan hai job par tawajja nahi ho pa rahi hai.

Jism ke baal nikaalna

Q: Mujhe ye janna tha ke kya Islam me jism k Baal (hairs) nikalna jayez hai jaise k hands legs aur body ke, agar haan to , jab hairs nikal diye jaye aur janabate ghusul kiya jaye to kya wo jayez hoga? Meri nayi shadi hui hai aur mere husband ko ye pasand nahi k mere body par hairs hain. To kya mai shave karke hair removal karsakti hu aur kya mera ghusul jayez hoga?